Monday, March 30, 2015

bahut saari baaten aisi hoti hain jo hame faltu me hi paresaan karti rahti .
mool me dekha jaye to in samasyaon ka koi matlab nahi hota hai.

main srimad bhagvat geeta ka adhyayan kar rah hu mane paye hai ki hamari babut sari samasyaon ka solution isme hai.

ham kyu paressan hote hain hamare jeevan ka uddyesaya hai. kabhi kabhi to lagta hai ki hum iss dharati par hi kyo aye hain .yakeen maniye hame ek pal aisa hi lagata hai par hamesa ha nahi  lekin jab hum iske  mool me jayenge to hum ye hi payenge ki ye to sab hamare vicharon ka tana bana hai aur kuchh nahi. vastav me in vicharon ka koi adhar nahi tah.


jase share market ko hi le ligiye ham log paisa lagate hain market down hota hai to kai logo ko hart attack tak aa jaata hai,
ya bahut khus hue to bhi hart attack aa jata hai.. hame apne aap ko har situation ke liye taiyar rakhna chaiye. aur in sab faltu ke vicharon se apna pichha chhudakar .positive direction me sochna chaiye.
pratikulta me bhi anulkulta ki khoj karni chaiye...


koi hamare upar hasata hai to hame lagata hai vo hi hamara sabse bada dushman hai. agle hhi pal haum use apna vacharik shatru maan lera hain. aisa hota hai hamari human tendency hi aisi hoti hai. hum sab log apne apne vicharo aur anubhavo ke saath aur apne anubhavon ke adhar par hi koi nirnay leta hain.

 कुल मिला कर हमें तो ये ही लगता है हम बेकार की  में  समय गवाते हैं। सही जगह पर हमें सही समय पर अपना काम करना चाहिए।  परेशानिया आती जाती रहती हैं। बस हमें इनसे ;होना चाइये और अपने   चाहिए।